Shuru Karein Kya Lyrics| Artical 15| Ayushmann Khurrana| SlowCheeta, Dee MC, Kaam Bhaari & Spitfire
Song: Shuru Karein Kya Lyrics
Movie: Article 15
Singers: SlowCheeta, Dee MC, Kaam Bhaari & Spitfire
Lyrics: SlowCheeta, Dee MC, Kaam Bhaari & Spitfire
Music: Devin “DLP” Parker & Gingger
Music Label: Zee Music Company
Shuru Karein Kya Lyrics 👇
Baatein bohat huyi
Kaam Shuru Karein Kya
Kal kya karega aaj
Shuru karein kya
Yeh desh apney hath
Kuch baaton se hoga nah
Tu khud hi hey Nayak
Toh Shuru karein kya
Toh Shuru karein kya
Shuruyaat se hi sikhte hain
Galat hai garam hai hum
Sabh pe par khud mein
Dum hai woh kam hai kya
Tere andar ki zameer aaj
Namm hey kya
Dussr’on pe bhonkey
Tujhay khud pe sharam hey kya
Gareebo pe atyachaar
Bachchiyon ka balaatkar
Naah raukega naah toh hoga
Aisa koyi chamatkaar
Ungli utha ke par awaaz toh uthao
Note sabh chhapey saale izzat kamao
Batti tum jalaate
Khaali kadam badhate
Apney andar ke andhere mein
Woh batti ko jalayo
Udhaan ka samaj bana chilman
Salute kar jo lathpat
Tu puchhta hai jaat unn-ka
Circus mein mazhab tarazu ke
Peedi ki maut hogi
Garhshar karey shanka
Ainak awaam ka hai saaf nahin
Devi han sadhkon pe
Darr ke kayun qaanp rahi
Kitaab bani chhati pe
Dehshat hai humki
Tu khudd hai maseeha
Aankhein kayun namm si
Baatein bohat huyi
Kaam Shuru Karein Kya
Kal kya karega aaj
Shuru karein kya
Yeh desh apney hath
Kuch baaton se hoga nah
Tu khud hi hey Nayak
Toh Shuru karein kya
Safaayi muslamaan ka toh
Kaahey ko ladhte jaat pe
Insaniyat hai ghumshuda
Aur psycho hum halaat se
Aur apney logon ko toh chahiye
Jaati ka waat haathi ka daant
Tu bol mujhko kidhar gayam insaaf
Tabhi milega jab bhi tu apney
Haq ko bolna shuru karega
Sach ko kholna sabh ke baare mein
Sochna ab tu nahi darega
Ameer ki thaali mein roti hey chaar
Faker ko nahin hai milla parsaad
Sach thik hai tera toh bada vayapaar
Kamzor pe aise naah daal dabaav
Chalo shuru se shuru karein
Aise haal kayun bey-haal hai
Aise toh azadi ko
Huye 70 saal hai
Hum azad nah fir bhi
Kabhi sunnte nah khud ki
Ghar baithey sochengey
Massley ki tarqeeb
Kadam le aagey toh peechey yeh khinchey
Tu jiyaada sach uggley toh
Dharti ke neeche ab niche hi rehna
Himmat se sehna woh
Maarey woh pitey toh
Tu kuch bhi naah kehna
Har jaati se chhoti yahan
Aurat ki jaat tere jiwan ki dor
Kisse or ke haath yahan
Praan jaaye par maan naah jaye
Daulat ki laalach harhpati duvayein
Baatein bohat huyi
Kaam Shuru Karein Kya
Kal kya karega aaj
Shuru karein kya
Yeh desh apney hath
Kuch baaton se hoga nah
Tu khud hi hey Nayak
Toh Shuru karein kya
No comments:
Post a Comment
friends leave a comment beacuse your comment encourage me...